Mughey stomach mey problem thi or loose motion thy jo din bhar hote thy. Mai kafi pareshaan thi toh husband ney bola dietician say ek baar baat kar leytey hai. Vo hai Dt. Deepta Nagpal Maine unsay phone per baat kar k unsay diet lee Kafi improvement hua
Thanks Deepta ji❤️🌹 #IBS #Gastritis